how to say I love you in Urdu and Hindi
Mein Tumhein Payyar karta (Male) hoon ---> I love you (Urdu Hindi)
Maein dilo jaan say tumhe chahtaa hoon ---> I Love you with all of my heart
kyaa tum mujhse pyaar karte (male)/kartee (female) ho? ---> do you love me?
Mere liye toh tumhi sab kuch ho ---> For me, you are everything or You are my world
Mein tumhein Apna bnanan cahta hoon --> I wish you could be mine
Mohabbat aisa daryia ha
key barish rooth bhi jai
tu pani kam nai hota
`
Husn wale khub wafaon ka sila dete hain,
Har mod par ek jakhm naya dete hain,
Dost" is jahan mein koi apna nahi,
Jab aag lagti hai to patte bhi hawa dete hain
Main sach kahon ga aur Phir bhe haar jaon ga.
Woh jhoot bolay gi aur la-jawab kar day gi
jab raat gay andheeron mein
tumharee bay-khaab ankhoon ko
adhooray khaab jagain gay
tumhain hum yaad aain gay
jab kabhi akailay betho gay
gaee batoon ko soocho gay
guzray din jab tum ko satain gay
tumhain hum yaad aain gay
kuch aur mangna mere maslak main kufr hai
la apna haath day mere dast-e-sawaal main
Jab bhi yeh dil udas hota hy
Jany kon ass pass hota hy
mera dil bhi tu mera maan bhi mai tujhi main ho tu mujhi mai hai
mujhay apnay ap mai khooj lay mujhay khushboo'n ka hisar day
Mein Janti Hu Tum Merey Nah Ho Lekin
Hamesha Khuda Say Tumhara Sath Mangti Hun
Usku Chaha Tu Inkar Na Karna Aya
Cut Gaye Umar Magar Piyar Na Karna Aya
Usny Manga Bhi Agar Kuch Tu Judaye Mange
Or Hum Thy Humain Inkar Na Karna Aya
Is Jahaan Mein Mohabbat Kaash Na Hoti
To Safar-E-Zindagi Mein Mithaas Na Hoti
Sirf Lafzoon Se Iqrarr Hota Nahin
Ik Janib Se Pyar Hota Nahin
Ay jazbay dil gar main chahon her cheez muqabil a jay
Manzil ky ly do gam chalon os samny manzil a jay
yeh masoomiat ka kon sa andaz hai
par kaat k kehnay lagay ab tum azad ho
kisi ko toot kar chaahen ya chaah kar tootain,
hamare paas to itna bhi ikhteyaar nahi
hisab-e-zindge ka bus itna sa goshwara hay
tumhain hata ker baqee sub khasara hay
Dill To Mera Udass Hai Nasir
Shehar Kun Sa'ain Sa'ain Karta Hai
Jab wo mera naaam
Apnay hathon ki lakeeron mein
Talaash ker k thak gai
Toh dheeray se sir jhukaya
Aur muskura k kaha
"Lakeerain jhoot bolti hain
MERI YADON SE BATAIN KARNA
JAB KABHI TUM UDAAS HONA
Men kab kehta hun ke wo achha bohat he
magar us ne mujhey chaha bohat he
meri ankhon mere chahre ko ik din ghor se daikho
magar mat poocho weeran hona kis ko kahtay hain
tumara dil kabhi agar pighlay ghum ki hararat se
tumhai maloom hojaye ga rona kis ko kahtay hain
][Submit Quote] [Submitted Quotes] [Humorous Quotes] [Random Quotes]
[Movie Love Quotes] [Losing Love] [Love Songs Lyrics ] Love Poems
[Read Quotes on Your Mobile] [Tagalog Love Quotes ]